Dost har kisam ke banaee maine, par kabhi dost ke dil me apni jagah nae bana pae!
Dost har kisam ke banaee maine, par kabhi dost ke dil me apni jagah nae bana pae!
Kabhi pareshani me apni sari pareshaniya bata di unhe..
Mujhe laga vo mujhe kuch salah denge…
Mujhe laga vo mujhe kuch salah denge meri pareshaniyo ka..
Lekin vo to meri pareshaniyo ka lutuf uthathe dusre ke sath mazak udaa rahethe..
Aj jab kabhi vo humse baat karne ki koshish karte hai..
Aj jab kabhi vo humse baat karne ki koshish karte hai,Â
To vo fir se meri khud ki purani pareshaniyo ko yaad dila kar mujhe sharmindaa kartee hai
Or kehte hai ki ab to sab theek hai n ?
or kehte hai ki ab to sab theek hai n ?
Lekin unke puchne se tum ye mat socho ki unko tmhari fikar hai isliye puch rae hai.
Vo to isliye puch rae thee.. taki unkoo meri zindagi ka kuch naya maslaa sunna tha..
Taki vo fir se meri pareshaniyo ka lutuf uthasake aur dusro ke sath mazak udaa sake..
Maat banana aise dost, bus ye sochna ki tmhare dost to tm khud hi ho oro me kya dost dhundna hai…
Dost har kisam ke banaee maine, par kabhi dost ke dil me apni jagah bana nae pae..
Comments