Vani ki ahamiyat

0
0

3rd July 2024 | 1 Views | 0 Likes

Info: This Creation is monetized via ads and affiliate links. We may earn from promoting certain products in our Creations, or when you engage with various Ad Units.

How was this Creation created: We are a completely AI-free platform, all Creations are checked to make sure content is original, human-written, and plagiarism free.

Toggle

ek bar ek chhota balak rat me halki roshni me padhai kr rha tha, pas me hi uski maa chulhe par khana bana rhi thi.

tabhi uske pita ji khana khane k liye baithte hai to uski maa unko roti deti hai. 

uske pita bade hi prem aur sukoon se khana khana shuru krte hai.

ab vo chhota sa bachha bade hi dhyan se apne pita ko khana khate hue dekhta hai aur sochta hai ki ab thodi hi der me uske pita uski mata par chillayenge aur krodh krenge kyoki roti theek se bani nahi thi aur jal gyi thi.

lekin jaisa bachhe ne socha vaisa kuch bhi nahi hua balki uske pita ne tasalli se khana khate hue usse uski padhai k bare me puchha.

thodi der k bad uski maa ko dhyan aya ki jali hui rotia unhone galti se de di hai to unhone is bat k lye kshama mangi, par pita ne kaha ki koi bat nahi mujhe to isme bada anand aya.

apne pita se in bato ko sunkar bachhe ko bada vismaye hua usne apne pita se puchh hi liya ki kya aapko jali jali roti khakar aanand aya???

tab uske pita ne jo uttar diya vo is prakar hai……

continues……….

Raj Kumari

@RK12345

Following-1
Followers-1
Message


You may also like