Kabhi khwaabo mein aao na

0
0

12th September 2024 | 3 Views | 0 Likes

Disclaimer from Creator: self written

Info: This Creation is monetized via ads and affiliate links. We may earn from promoting certain products in our Creations, or when you engage with various Ad Units.

How was this Creation created: We are a completely AI-free platform, all Creations are checked to make sure content is original, human-written, and plagiarism free.

Toggle

“Kabhi khwaabo mein aao na
Tumhe kuch baat kehni hai
Ab  meri zulfo ko koi sharara nahi kehta
 mere foole mu  ko dekh kar koi gubara nahi kehta
Jab tum saath the, to mera haath pakadke kehte
Main tera aur tu sirf meri hai
Kabhi khwaabo mein aao na
Tumhe kuch baat kehni hai.
Main tanha hoon andhero mein
Ab unjalon mein bhi khud ka pata dhoondhti hoon
Tum keh kar to gayi thi ki khush rahna
Par koi ab pata poochta hai to
Sab  Jhooth kehti hoon
Kabhi khwaabo mein aao na
Tumhe kuch baat kehni hai.
Aksar akele mein tujhse baat karti hoon
Kabhi khul kar hans deti hoon to kabhi ro padti hoon
Teri chhupi na  mujhe bahut dard deti hain
Phir sochti hoonki,  tasveer kahan  kuch kehti hai
Kabhi khwaabo mein aao na
Tumhe kuch baat kehni hai.”
 

kavita kumari

@kavita-kumari

Following-1
Followers-1


You may also like