1000359584

Tribute to Pahalgam Victims

    Deepa Kshatri
    @ManyaDeetya
    19 Followers
    2
    0
    0
    1
    2 Likes | 13 Views | Apr 25, 2025

    Hindustan mein rehkar bhi,Hindu kahana sa daar lagta hain,dushman hamara sar par talvar rakhta hain..Jis khuda ka liya tumna masoom janao ki bali li hain,wohi khuda tumhara papaon ka hisab rakhta hain..woh masoom jaan jo lata samay tumhara haath na kap kapaya..jaise tum vasa woh bhi toh kisi ka jaan kehlaya...Dur nahi woh din,jis din hisab tumha bhi dana hoga,maut mango ga tum,humsa,par pe gir kar gidgidana hoga🙏🙏🙏🙏