Img 20250503 Wa0000

Hamari Nanhi Pari

    Deepa Kshatri
    @ManyaDeetya
    30 Followers
    6
    0
    0
    0
    6 Likes | 13 Views | May 2, 2025

    Nanhi si pari tum ayi hamara zindagi mein,jeena ka maksad mil gaya,suna tha man ka angan,tumna aa karka, phoolon ka bagicha bana diya..

    papa ki pari,mummy ki rani beti ho tum,duniya kuch bhi soncha,hamara dil ki dhadkan ho tum..

    Jeeta hain hum bus tumhe dekh ka,muskan tumhari hazaro mein ek hain,Surat ka saath tumna sirat bhi payi badi naak hain..

    Advertisement

    Crystal Lamp | 16 Color Diamond Table Lamp USB + RemoteCrystal Lamp | 16 Color Diamond Table Lamp USB + Remote

    Sab ko samalti ho,dil na kisika dukhati ho, jo ho saka,sab ka liya kar jati ho,papa ,mummy,nani aur behan ki khushi ho,is ghar ki aan,ban aur shaan ho...hamari Rani beti ho!!!!