"Hawaon se keh do, ab sambhal kar chalein, Ek aakhri patta bhi tootne wala hai..." 🍂💔
"Jo mohabbat humne kitaabon me padhi thi, Zindagi ne uska alag hi matlab sikha diya..." 📖💔
"Woh kehta tha ki saath chalega umr bhar, Aaj hawaon ke saath uske kadam bhi mud gaye..." 🚶♂️💨
"Mujhe chorh kar chala gaya jo, uska shukriya, Ab khud se pyaar karna seekh gaya hoon..." 💔✨
Comments