Meditation mmmmmm.....is the best yoga in the world but Anapansati meditation is really heal our whole body ,mind and soul .
Ek yesa dhyan jisase aap khud ko pehchante ho jante ho khud ko samjhate hoππ€acchai ko apnanan sikhte ho meditation me bahut power hai concentration badhane me help karta hai , nervousness kam karne me help karta hai or na jane kitni yesi khubiyan chupi hai is dhyan me itne sare fayde or dhyan bahut hi aasan
Aaye ye jante hai Anapansati dhyan ko karne ka tarika π
Sabse pehle hame kisi bhi ek jagah pe baith jana hai jaha shanti ho agar aap jamin pe palti dal kar nhi baith sakte to chair pe baith jaiye phir apne hatho ke fingers ko fix kar lijiyeποΈ or pairon ko cross kar lijiye π£apni aankhe band kare or relax hokar baith jaye apko kuch or special nhi karna bas back bone staright rakhne ki koshish kijiye kitna ho sake or apni saso(breathing) pe dhyan dijiye ππaapko or kuch nhi sochna hai sab nikal dijiye dimag se π€π
Shuruaat aap 15 .20 minute se kar sakte hai or dheere dheere ise aage badhaye
Meditation khatam hone ke bad apni hatho ki hathiliyo ko aankho par rakhe or dheere dheere aankhe khole πποΈand clap your handsππ
Aap jo bhi ise padh raha hai kuch din jarur kariye or comments me apne experience jarur share kare apko jo bhi experience hua
Dhanyavad ππ
Comments