Raaz wo Gehri Si
Wo sard hawaon ka narm ahsaas, wo sunehri dhoop, Wo purvai jo meri taraf beqaraar si chali thi, Kuch kehna chahti thi mujhse… par mai na samajh saka. Mere gaon ka wo shaant pokhar, Jis ke kinare se maine suraj ko ubharte dekha tha, Hamesha apna sa laga, hamesha paas raha, Kuch fizaon mein gunj raha tha… par mai na samajh saka. Kaun sa shabd… Read More »Raaz wo Gehri Si
Comments