#kav

paraya dhan

Prerna Agarwal
@Merikalamse
36 Followers
1
0
1
0
0 Likes | Views | Apr 27, 2025

#parayadhan#beti#kavita#milyin Bhai nay ek baar khelte huay Hansi mazaak main bol diya tha Yeh ghar tera thodi hain Paraya dhan hain tu kehke chida diya tha Shaadi karke tu jayegi apne sasural Tab main karoonga tere kamre ka woh haal Shaddi ke baad usko bol diya gaya tha Yeh hamara ghar hain Hamare taur tareeke chalte hain Mayeka ka sab bhool jao Woh lagi yeh… Read More »paraya dhan