Disclaimer/Notice as Provided by the Content Creator
Ye shabd hi kafi Hai logon ki neend urane ko. Ye shabd hi kafi Hai hamare apnon ko rulane ko. Ye shabd hi kafi Hai hamen hamse churane ko. Roz milte hun aese logon se Jo sunta Hai apne cancer ki kahani. Roz milte hun aese parivaron se Jo batate hain apnon k manmani. Kise Pata tha ki har roz wo ek puriya (packet) tambaku(tobacco) hamen ek din is kadar bebas Kar dega ki na hum ji payenge aur nahi apne jindagi se muh mor payenge. Kise pata tha k nani aur dadi ki wo bidi(cigarette) ek din unki hi maut(death) ka karan (reason) ban jayengi. Kise pata tha k maa(mother) ka wo hamare wajh se late se khana hamare piche khud k liye na sochna ek din Maa ko hi hamse dor (far) lejayege. Kise pata tha k cancer shabd(word) k khaufnak maut (death) ka karan hame khud hamare adaten(habbit) banayenge. Waqt (time) kisi k liye nhi rukta Waqt ko hum khud accha (good)ya bura(bad) banate hain. Isliye gujarish(request) Hai sbhi se cancer khud nhi aata hamare bure (bad) aadaten(habbit) use hamare jindagi(life) Mai late hain aur patient k Saat Saat pore (full) parivar(fmly) ko jindagi bhar ki dard(pain) aur taklif(problem) de jate hain. So please stop use of tobacco aur any tobacco related products ."BE HEALTHY AND TEACH UR FAMILY HEALTHY LIFESTYLE. " Dr. KARUNA Medical officer at home bhabha cancer hospital nd research centre (preventive oncology) Muzaffarpur Mob. No. -7491070862No content
Published:
Last Updated:
Views: 8
Last Updated:
Views: 8