Tumsa milna mil ka tumha yaad karna,acha lagta hain,tumhari har baat pe hasna,has kar tumha yaad karna,acha lagta hai.... Tumsa baatein karna aur tumhari baatein karna,tum sang naina Milana aur un nainoan mein khojana, accha lagta hai.... Tum sang preet aisi lagi hain,ka tumhari har baat ab lagati nirali hai,kya bolu mein tumsa,tum par maine apne Jaan vari hain....

Comments