Kuch aadata aisi hoti hain,jo bhula nahi bhulti hain,chaha Jo kuch bhi ho jayaaa,pecha nahi chodati hain...
Meri bhi bohat si aisi aadata hain,jinha chudana mushkil ho raha hain,unmese tumhe bholna toh sabsa kathin horaha hain...
Tumsa mohabbat karte hain itna,tum hamara zindagi ki ek aadat ho,tumha bholna yani jaan hamari jana,ek saman lagta hain
Hamesha Dil ka kareeb rahana,jana bulava kab ajaya,par kushi toh is baat ki rahagi,ki tum hamara pass rahogi...
Har kadam par,akhari dum tak....hamari adat ban kar
Comments