Unki aankhon ki gehrai main
Doobne ko dil chahta hai
Kya kya raz chupe hua hai
Jaanne ko dil chahta hai
Magar samasya yeh hai ki
Humein dekhkar sharam se
Jhukh jaati hain unki palkein
Yeh haya ka parda
Hatane ko dil chahta hai
Unki aankhon ki gehrai main
Comments