Kya likhe samajh nahi a raha hai
Kya likhe kuch jhoojh nahi raha hai
Kiske baare main likhe woh bhi pata nahi
Dimaag main khuch khyaal nahi a raha hai
Pareshan huay baithe hain
Katal hathya ki khabren sun sun kar
Bomb gira daya itne log mar gaye pad pad kar
Ab kya soche ab kya samjhe
Kya likhe nahi pata lag raha hai
Comments