Img 20250429 Wa0044

Mera Pyaara Papa

    Deepa Kshatri
    @ManyaDeetya
    23 Followers
    4
    0
    3
    0
    4 Likes | 13 Views | May 2, 2025

    Papa,mera papa,chod kar chala ga tum,huma toh laga hamasha saath rahoga tum...

    Baatein tumhari,aaj bhi yaad ati hain,aankhon mein ansoo,dil mein gum de jati hain...

    Tum hota toh aisa lagta ki sher hoon main,sabs alag sabs khas hu main...

    Mujh par vishvas tumha khud sa bhi jyaada,pyaar itna Humsa koi na kar pata...

    Advertisement

    Crystal Lamp | 16 Color Diamond Table Lamp USB + RemoteCrystal Lamp | 16 Color Diamond Table Lamp USB + Remote

    Voh ghante tumhara saath baithe kar baatein karna,hasna,rona apna sare gum batana,aur phir tumhara haath sar par rakhna sa khush ho jana....

    Sabko aapka naam sa darana,koi bhi dikkat ho toh doda ka tumhara pass chala ana...

    Aaj sab kuch hain par lagta hain kuch nahi mera pass,kash tum hota papa,mera saath....