Aaj hamari kalam ne poocha
Tujhe kya jyada pasand hai
Dimag jaha aate hai soch vichar
Yeah maine jiske jariye tu likhta hai sab
Humne bola oh pagli
Sabse jaroori hai dil
Uske bin kuch bhi nahi
Yeh sab dil hi to batata hain
Sambhla hain ki toota hua hain
Khush hain ki dukhi hain
Dil ki paristithi ka saara gyaan hi
Likha jaata hai
Dimag aur kalam hain ek samaan
Comments