Start creating...Aaj phir us mukaam par lakar khada kar diya tune zindagi
Jahar par har saans lagne lagi hai ek bandagi
Kashmakash main hoon main
Kya karon samajh main na aayein
Vartaman main jee loon, poora Paisa uda loon, yeh Jahan ghoom lo yeah phir
Aane waale kal ki sochon, bachat kar loon
Pata nahi kaun si soch theek hai maula
Ab tu bata da kya karoon main
Comments