1006352701

Mera sukoon

    Prerna Agarwal
    @Merikalamse
    38 Followers
    7
    0
    0
    0
    7 Likes | 5 Views | Apr 25, 2025

    Start creating...Jaate jaate do shabad keh gaya woh

    Jaate jaate sab kuch de gaya woh

    Usne jo kaha humne suna

    Usne joh diya humne lauta diya

    Pyaar ka rishta cheezon ka maufeek nahi hota

    Yeh sabak humne sikha diya usko

    Sab jaankar bhi woh bhola ban raha hai

    Woh hamara chain sukoon lekar ja raha hai