Vampire

Uske Jane Ke Baad

    Aditya
    @thefinisher4u
    0 Followers
    0
    0
    0
    0
    0 Likes | 1 Views | Mar 23, 2025

    Uske jane ke baad,

    bas ye shayri mera sahara hai

    tujhse mila to tera diya hua

    gham bhi hume gawara hai

    koi aur nahi chuna maine

    mere pyaar ke baad meri nafrat

    ka haq bhi diya tujhe

    tu sabka ho gaya

    pr kya aaj bhi tu humara hai

    2.

    n bata mujhe ishq kya hai

    n sikha mujhe aitbaar kya hai

    tarikhe badal jati hai chand lamho ke baad

    log nahi kar pate apne waadon ko yaad,

    humne to tere jane ke baad jana

    ke mohabbat mein intexaar kya hai