Aisa to nhi hua hoga…

    nistha negi
    @nistha-negi
    5 Followers
    4
    0
    0
    0
    4 Likes | 2 Views | Mar 1, 2025

    Aisa to nhi hua hoga ki maine intjar na kiya hoga...

    Junooniyat ki hadh wali mohabbat...

    Vaisa wala pyar na kiya hoga....

    Ye aur baat hai ki dil k makaan me aj bhi sham akeli hi beet ti ha...

    Aisa to nhi hua hoga ki vo akar ruk gya hoga aur maine ijhar na kiya hoga...

    Screenshot 20250301 075521~2