kuch duri bhi jaruri ha hmare aur apk darmiyan..
Qki fir milna bhi jaruri ha hmare aur apk darmiyan...
Vo bat bat par hasna fir na jane kis bat pe rona...
Har bat ko samjhna bhi jruri ha hmare aur apk darmiyan...
Vo kuch keh jana vo kuch anjan ban jana..
Kuch na khkar bhi samjhna jruri ha hmare aur apk darmiyan...
Jo apne kaha hmne mana jo humne kaha apne mana...
Vo apas ka ikrar bhi jruri ha hmare aur apk darmiyan...
Ab jo dur ho jaoge to khud hi nhi reh paaoge...
Vo kuch bato ka hona bhi jruri ha hmare aur apk darmiyan..hmare aur apk darmiyan...

Comments