Img 20250101 Wa0011

đź•ŚMAHAL#1

    Nidhi Kavya
    @Nidhikavya
    3 Followers
    2
    0
    0
    0
    2 Likes | 3 Views | Jan 13, 2025

    Devendra nagar ek bahut bada desh hai waha ka mahal bahut sundar hai


    lakein mahal jitna aalisaan lagta hai uske raaz vi utne bade hote hai

    Tape purohit ek barhman hai unka bahut bada ashram hai

    Unke purwazoo ne mahal ka leye or razye ka leye ek hawan keya tha jis ke leye guru dakhna ma unho ne raja rani ka pahala bachaa daan me mangaa.

    Ye parm para pedhe dar pedhe chalte gaya.



    Nagar ma ek ladki rahte the rama jo bahut chote sapne dekhte the simple sadi bachee or kushi se apna jewaen jene ka bare me.

    Rama anth the use ek talvar bane wale admi ne god leya tha lakin us aadmi ki death ho gaye ab rama ka khayal us admi ki patne rakhte the.wo use ma nahi aunte kahte thi.

    20 years beet gaye rama ab bade ho gaye the

    Use ek sadharan jewan jena tha jo parivar use nahi mila wo parivar wo bana chahte the uske aunte use talvar chalana sekhate or kahate ke ye sekhna jarore hai aatma rakha ka gaya rakho tab rama bole muje yodha nahi ek patni or ma banna hai oe ek khushi ke jindagi jena hai.

    Aunty fir vi use roz talvar sekhate or kahate ki jab tak tum muje hara nahi dete tab tak roz abyas karna hai.

    Ek din nagar ma daakoo gus gaye or ladkiyoo ko utha kar la gaye usma rama vi thi. Uske aunty vi use bachane gaye.

    Ek daku ne rama ko pakad leya tab rama bhagne lage tab rama ne chaku se use daraya par nahi dara tab usne

    Apne jaan lane ka baare ma socha tab daku ne uska hath pakda tab daku ko chaku lag gaya or wo mar gaya

    Fir rama window se bahar aaye to drkha ke uske aunty ko ek daku ne maar deya wo bahut rone lage fir usne talvar uthaya jo uski aunty ke hath par tha or ladne lage

    Jo use dekhta usko marne lage tavi bahut se daku aa gaye wo fight karte karte gir gaye or bahosh ho gaye tabi raja or sanik waha aa gaye or ladne lage.

    Rame uthe uske ankje band ho rahe thi uske samne ka drum ka paani ma apna muh daala or kud ko jagaya fir talvar utha kar sab ko marne lag gaye raja par daku war karne wala tha par rama ne bacha leya rama tak kar bahoush ho gaye uske ankhe mahal ma khule.

    Tab use pata chala ki usne raza ki jaan bachye hai

    Rama raja se mile or jana chate the lakin raja ko rama pasand the wi us se sadi karna chata tha usne rama se sadi ka leye poucha par rama ne mana kar deya tab raja ne bataya ki wo aksar uske dukan ma vesh badal kar jata tha talvar lane or tab se use rama se pyar hai.

    Rama maan gaye unke sadi ho gaye rama rani ban gaye



    Ek saal baad rama ko twins rajkumari huwe tab use pata chala ke usi apna pahla bacha purohit ko dana hoga ye mahal ka neyam hai usne raza ko mana keye or

    Kaha pahle use pata hota to kavi aapse sadi nahi karte

    Par raza ne kaha ki ek to hamare sath rahe gee naa or dusre chahe to 18 years ka baad wapas aa sakti hai



    Par rama rone lage kaha dhara to muje dekh kar haste hai door chale gai to kahi hasna na chode dee or neelam to thick se aankhe vi nahi khole hai kase rahe ge ye mere bina tab tak raza dhara ko la kar chala gaya rani peeche bage or rakne lagi tavi purohit aagaye or dhara ko la kar jane lage tab rani ne par pakd leye par puroti nahi mana tab rani ne talvar nikal leye lakin raja hath jod kar rani ka paas kade ho gaya rama kuch nahi kar paye.



    Us din se rama udas rahte dhara ka gam me wo neleema ko vi pyar nahi kar pa rahe the or har rooz asram ka pata lagene ma lage rahte

    5 years baad Ek aadmi se use asram ka pata chal gaya wo dhara se milne chale gaye par ashram ma itne saare bache the ki wo pahchan vi nahi pa rahe thi ki dhara kon hai rama rone lage tabi ek bache waha aa ke rama ko chup karne lage rama ne jab usse dekha to neeleema ki tarah dekh rahe thi wo samaj gaye ki ye dhara hai usne dhara ko gale laga ya to deka uske hath me mark or cut laga hai rama ne pucha ye kase huwa to

    Usne kaha pandityan ka kahne par ma jadoo laga rahe tab laga kyuki ma sab ki madad karte hu.



    Tab rama ko ahsas huwa ki jase ma apni jindigo dusro ka khyal rakhte huwe beta de kavi apne baari nahi sochaa wase he mere bete vi na ban jaye tab usne rama se promise leya ki wahi kaam karna jis se tume kushi mile chahe kise ko kushi ho ya dukh



    Purohit ne rani ko dekh leya or pakad kar asram ka bahar la gaye tab rani ne mafi mange wachan todne ka lete to puroti ne rani ka apmaan karte huwe kaha chote jaat ki ladki jo naukraani bana chaheye tha ya rakhel use rani bana deya to ab wachan to tote ga he lakin koi baat nahi tumare bati ko ma dono banawogaa ye sun te he rani ne chako se purohit par war kar deya tavi peeche se pandityan ne rani ko maar deye fir rani ko jamin ma dafna deya

    Uske baad kavi kese ko rani ka baare ma pata nahi chala ki kya huwa unke sath



    15 saal beet gaye

    Dhara 20 ki ho gaye





    Story suru hote hai ek ladki jo sirf apne khushi ka leye jeete hai usse jo man karta wo karte.



    Uska naam hai dhara wo jab choti thi tab ek aurat ne usse kaha tha ki muje promise karo ki tum sirf apni kushi ka leye jeyo gii or kese ke leye nahi.



    Mahal ka sanik dhara ko khojte huwe aaye

    Use ek letter dane ka leye

    Tab