Story

Tumhari Kahaani

    Aadarsh Kanojiya
    @aadarsh_rk
    28 Followers
    3
    0
    5
    0
    3 Likes | 12 Views | Nov 27, 2024

    Har ek panne main bikhri hui hai tumhari kahani

    Lo main aaj padhke samet dun

    Jo panne bikhre hai usse mein sawar dun

    Aapki kahani ko apne dil main utar dun

    Bina kahein main aap pe apna sara pyaar luta dun

    Tumhaari kahani humari hui ab isse main do lafzon main bayaan bhi kr dun.

    -βˆ†k