M.3

Intazaar hai aub aap ke jawab ka

    My Love
    @For_you
    22 Followers
    2
    0
    0
    0
    2 Likes | 8 Views | Oct 27, 2024710619 | 5469

    Badhe pyar se  khawab sajaye hai mene,

    aap ko apane dil me basa ke .

    Aap ke saath bas aub jeena chahati hoon,

    chahe kuch pal he kyu naa ho.

    Aub bas Tumhare jawab ka aub intezaar hai,

    bahut se sawal hai.

    Fir bhi nahi karugi sawal ,

    agar tumhare jawab inkar hai.

    Bas wajaha nahi,

    kuch pal ka saath denena .

    Ye dil aub nahi samjhata

    meri baate .

    intezaar hai ishe bas aub aap ke jawab ka................