Img 20231025 210541

Atoms molecular ka vistaar

Home > Creations > Atoms molecular ka vistaar

Pravin JagtapLast Seen: Dec 5, 2023 @ 3:10pm 15DecUTC
Pravin Jagtap
@Pravin-Jagtap

Disclaimer/Notice as Provided by the Content Creator
Hamari dunya bohot badi hai. Or jetni badi hai, utni chhoti bhi hai. Hamri duniyame ek eyse chiz hai jis se hamri duniyato kya, hmara pura spece yaneki bramhand ek chiz se bana hai. Lekin ye chiz hai kya, to may apko ushi ake chiz bareme batana chahtaa hun, to aiye main apko lejaata us duniya me.

     hamri duniya ek atom yaneki anu se bani hai. Jo chiz ham apni akhon se kabhi nahi dekh sakte, use ham sirf ek microscope ke jariye hi dekh sakte use chiz se hamari poori duniya bani hai. To hamari duniya itni chhoti chiz se bani hai! To vo chiz hai ake anu (atom). 

          Anu ek aise ake chhoti chiz hai jis se chhoti vastu se lekar badise – badi chiz bani hai. Hamare prithhvi se lekar spece or spece me jobhi grah, surymala, tare sabkuchh ek atom se bane hai. lekin ye atom hota keysa hai. atom ke aysi chiz hai jiske do bhaag karna namumkin hai itni chhoti chiz hai. To jan lete hai anu ke bare me. 

   Anu ek bohot choti chiz hai. Kiska akar golakar, our jiska kendr bindu proton or nutron ka bana hota hai. our uske kendr bindu ke charo our gol ghumne vale elctron hote hai. Anu ke kendrake proton me positive (+) charg hota hai. Our nutron me koi charg nahi hota. Proton or nutron ke charo our gol ghumne vale electron me negative (-) charge hota hai. Or ye sari prakriya ek chhote se anume hoti hai. jise ham hamari akhose kabhi nahin dekh sakte hai.

Pravin JagtapLast Seen: Dec 5, 2023 @ 3:10pm 15DecUTC

Pravin Jagtap

@Pravin-Jagtap

Published: | Last Updated: | Views: 4

You may also like

Leave a Reply