
rahasyamay bhi hai. Usmese ek rahasya hamre aas-paas bhi hai lekin ham us rahsyake bareme najarundaz karte hai.hamare aas-pass bohot sari chize hoti hai, vo chizome ek eyse rahasyose bhari hoti hai, hame pata bhi nahi hota. Ki usme hota kya hai, to vo sari chize ek atoms/ Anuse bani hai. Pichhle lekha me Hamni jana ki anu kya hota hai. Ab ham janege anuke karya ke bareme. To jaante hai Atoms/Anuka kary. Sabse pahale . Hamri duniyame jo bhi chize hai vo ek atom se bane hai. Lekin atoms ye chize banane keley karya keyse karta hai. Janenge anuke karyake bareme. Pichhle lekh me hamne jana ki anu tine chizose banahai. Proton,nutron,elctron proton me positive charge haota hai our electron me nigetive charge hota hai.our un tino chize anu me kahapar hoti hai. To is lekh me janenge anu ka kary. Anuke ()
kendra me jitne protons hote hai, utne electrons hote hai. Anu me se srif electrons hi bahar jata hai. Baharse vapas bhi ata hai to yahi logic hai anuse vastu bananeka. Anu ek prton, electron nutronse bhara hota hai. Anuke kendrake charo our apne kashya me electrons chakkar lagate hai. Use ham patal kahate hai eyse kool 8 patal ke anu hmari duniya me ab tak siyantist ko mile hai. Our har ek patal me uske pahale patal ke electrons se do guna e- uske baaharke patal me hote hai.
• Patal hota hai pahala to patalki sankhya pahali,to pahale patal me kitane lectrons honge. Example: patal pahala- no.1
Sol: Formula: 2n”
2ki sankhya or n ki sankhya sem hoti hai, r. (“) ko 2” kahate kahte hai.
2 ro n ko maltyplay kiyajata hai. Or maltyplay sankhyako 2″se multyplay kiyajata hai. To 2= 1, n=1,
2n”=. (1*1)”=(1)”, (1)”=1*2, 1*2=2
To pahale patal me 2 elctronc honge.
• patal hota hai 2 number ka to dusare patel me e- kitane honge.
Solution: Formula= 2n”
n= patal ka no. 2
2= sankhya 2 hogi
(“)= 2 hoga.
(2*2)”=(4)”, =(4)” = 4*2, =4*2= 8
To dusare patal me 8 e- honge.
•Patal ka kramank 5 hoga to patalme kitane e- honge. Solution: Formula= 2n”
n= number of patal 5
2= sankhya 5 Hohgi
( ” ) = 2″ se n ro 2 ko multyplay kiya jataa hai.
(5*5)”=(25)”,
25*2= 50
To 5 number ke patal me 50 e- hong.
Anu chize keyse banaataa hai to janlete hai.
Har ek anu me jitane protonce honge utne electron hote hai.
Agr anume protonc jyada honge or electron kam honge to vo anu nigative hota hai.
Agr anume protonc kam honge or electron jyada honge to anu positive chaarge hota hai. Anuker ke patal me electronc ki sankhya kam ya jyaada ho sakti hai. Anu ke bahar ke electronc kam hota hai to anu dusare anuke electronc ko accepte kar letaa hai is me ek elctronc deta hai or dusara electron accept kartaa hai. To yahi logic hota hai anu me chize banaane kaa. Yahi vajah hoti hai atoms ek dusarese cannected hote hai. Anune jaaha se elctronc ki len-den ki hai.vahape ek bond ban jyataa hai, ishe se anu ek dusare se cannected hotaa hai. Ayse bohot sare anu milke ek partical banaate hai. Niche diya hai picture me.
Published: | Last Updated: | Views: 9