
Dhartise lekar antariksh me jitne bhi graha, taare, planets sabkuchh yahapar mojud hai. Our Is duniyame jobhi chiz hai vo ek anu (atom) ki bani hai . Anu ek hamare duniyaki sabse chhoti chiz hai, jise ham apni akhon se kabhi nahi dekh sakte. Ham use ek microscope sehi dekh sakte hai. Anu ek golakar ka hota hai. Jiska kendrabindu proton or nutron ka hota hai. Our us kendrabindu ke charo our gol chakkar laganevale Electrons hote hai. To jante hai in tino chizo ke bareme.
Proton: proto jo anuke kendra me positive charged ke sath hota hai. Nutrons: Nutron jo anuke kendrame proton ke sathh hota hai, jiska koi chaarge nahi hota. Electrons: Electrons jo anuke kendarke charo our chakkar gol chakkar lagatahai us me nigetive charge hota hai. Anuke kendrame jitne protons honge utne anu me chakkar lagnevale Electrons honge. Anuke kendram 16 protons honge to 16 electrons hote hai. Proton ko ham (p+) kahenge or elctrons ko (e-) kahenge Anu me se sirf electrons hi bahar jasakte hai, or andarbhi asakta hai.16 (e-) mese ek gayab ho jaye to hogaye ki anuke kendrame 16 (p+)honge or 15 (e-) to yahape aun nigetive charge hoga. Or agar baharka electron andar aya to vo (p+) hoga. Agem math or anu kayse vastu banata hai uske bareme janenge.
Published: | Last Updated: | Views: 6